Monday, August 31, 2020

sushant death vrs Bollywood

Mystery of Sushant death after the supreme courts under SBI enquiry was ordered on demand of Bihar Police and also entire people of India due to many reasons I think death of Sushant is a matter of great concerns not only due to Sushant was a talented star but also it became very sensible issue because a series of so called suicides has became part of Bollywood and now mystry started to reopen  though media highlighted the issue done a good job uptill now but when supreme court order to investigate the death row of talented Sushant  for a limited time now media trial must be avoided CBI started investigation it's very difficult for CBI to act independently also but people of India should have trust on CBI  off couse they if so required demand to supreme court itself for supervision etc but being premier investigating agency of our country people of India should not become emotional .they want with action so quickly but everything depend on only CBI and union government and Bihar Government demanded CBI enquiry people of India including media has some personal interest but this matter came up to a different level now it has became issue of many national interest or prestige . Also due to other fact that Mumbai is our financial capital and such mafia made tragedy are an obvious  black spot for a civilized country like India therefore people should have patience  for now no need to be more exPOsures  of immotions .keep vigil on issue nation in need of your long support

Wednesday, August 26, 2020

पि छले दो दिन मे बिहार में समाजवादी आंदोलन को दो झटके लगे एक तो  श्री जीतन राम माँझी का महागठबंधन छोड़कर जाना दूसरा आजीवन समर्पित एक नेता  रघुवंशबाबू की बेईज्जती ,ठीक है बाद में इस जख्म पर मरहमपट्टी किया जा सकता है पर वक्त द्रूतगति से निकल रहा है तथा उत्तरप्रदेश के विधानसभा चुनावों मे मिली हार से घायल आंदोलन देश भर मे वँशवाद के चपेट में आ गया है  तथा बचे हुए बरीश्ठ नेताओं की  इस कदर अपमान ये स्पष्ट संकेत दे रहा है व विररोधी को खुला निमन्त्रण दिया जारहा है।  पहले ही हिन्दू लहर  के चलते  काफी कमजोर हो रहे समाजवाद  पर समर्थकों द्वारा नित्य नये प्रहार का  असर आगामी बिहार विधानसभा  चुनाव पर अवश्य पडेगा पर  इनंके किसी नेता को मानो इस बात का आभास भी नहीं या पुत्रमोह में आकर ऐसा झूठा दम्भ भर रहे हैंा                            अब देेखेें रा Rashtriya Janata Dal Ke Gathbandhan ke aur party E ka Gathbandhan samajwad ki aur agrasar rahata hai vah Janata Dal United Jiska neta mukhymantri Nitish Kumar hua Karte Hain .Pichhle Dinon Se Bhajpa se Inka Gathbandhan chalata a Raha hai lekin Inka vartman sthiti pahle ki Apeksha Rashtriya jantantra ke Gathbandhan Matlab Ki NDA mein kam hoti ja rahi hai Uska Bhi Karan Hindu Vadi shaktiyan Bihar mei bhi 2010 ki Apeksha majbut Hui kutnitik Roop se inhen Lalu Prasad GK Rashtriya Janata Dal MahaGathbandha  aur inhe Rashtriya Janata Dal Ke cast aur Lalu Prasad Ji ke Ugra sama  vad se Alag karta hai Inky matlab Nitish Kumar ji ki Rajniti Ek Alag Prakar ki Rajniti hai miljul kar chalne main Vishwas hai isiliye Bihar ki Rajniti mein jo ki Aaj Bhi samajwad per hi aadharit hua kart  hai tatha Rashtriya Janata Dal ka Ugra samajwad ka samarthan Kuchh jaati K khas taur se Jadhav jaati Ke Log hi Karte Hain Pahle Lalooji ko Muslim ka samarthan prapt tha per Muslim dhruvikaran aajkal Congress ki taraf hai Atah  indirect samarthan Nahin Milta  hai aur yah apekshakrit kamjor bhi hue hain sath h  upyukt  Karan se aur bhi kamjor hui hai aaj Aaka Inka Jan samarthan Aur Bhi Ghat Gaya aur is Karan se  Unka bahut Kafi  Neta log Nitish Kumar K  party JDU m  aa gaye hai   so aap samajh sakt  hai ks Samajwad ka Aandolan Dheere Dheere Bihar mein main Nitish Kumar ki taraf se shift hone laga hai isi karan Nitish Kumar Safal bhi ho rahe hain aur yah Baat BJP ko bh pata Hai Khas Tor se Kendriya netritva ko Aata  BJP ka Kendriya netrutva rajnitik Majburi Ke Chalte Nitish Kumar ko Neta Marne Ko majbur Hai plus BJP bhi Janti covid-19 Ke Chalte Hain hinduwadi Narendra Modi ki Sakh Kuch Ghati hai iska   fayda Nitish Kumar Ko Mila lekin abhi bhi pahle ki Jitna fayda Nahi ,matlab  243 mein se aagami Chunav mein pahle respect Mein 5 to 50 seat Tak kam hoga Kyunki ki Ram Vilas party bhi NDA GathVandhan Mei Ke Karan likho kam se kam 25to30 seat Dena chahti hai jo pahle Nitish Kumar ke pass Hua karti thi hello Ram Vilas Paswan Ek jaati Vishesh se Aate hain  unhe sirf  Usi jaati ka 4℅Milta Hai yah Baat Nitish Kumar ko bhi pata hai  tatha NDA k Anya netaon ko bhi pata hai  dalit hone ke Naate BJP bhi Rajiv Ho Jaati Hai Lekin Nitish Kumar ko kisi se vah Chahte Hain Manji Gathbandhan bhi mere sath rahe iske liye 10 seaton Ka Intezar Karna Hai Kyunki usse kam Mein Jitan Ram Manjhi manenge Nahin Marne Ko Sawal hi nahin hai idhar BJP Chahe gi ki Manjhi NDA vah apni party on ko Kayam rakhte hue NDA me  aaye  per Manjhi se party Sambhal Nahin Dikhta  aur party chalane ki haisiyat bhi khatm ho chuki Majburi Nitish Kumar ke sath ana unki majburi hai Ab Yahan per ramvilas Ji ko Bhari dikka hogi                                                           उप

Friday, August 7, 2020

आरक्षण विरोधियो.की पोल खुली

चार दिनपहले जो देश के सर्वश्रेष्ठ अधिकारियों के चयन कर सँघ लोकसेवा आयोग ने जो रिजल्ट प्रकाशित किया उससे पता चला कि सामान्य वर्ग से अधिक मेधा पिछड़े वर्ग मे है । यह बात पहले भी कई बार कई अन्य बार उभर कर आते रहताहै पर इसे दबा दिया  जाता है ।आज कल तो देश मे आरक्षण आंदोलन समर्थक नेता भी अपने सवार्थ मे लीन हो गएहैं जो केन्द्र की आरक्षण विरोधी एजेंडा वाली सरकार के लिए सोने पे सुहागा साबित  हो गई । 2017 मे उत्तरप्रदेश में  अखिलेश मायावती की हार एवं लालू यादव का पुत्रमोह इस आंदोलन को बर्बाद किया । देश का ओबीसी इस बात को अब भी समझ ले तो सर्वनाश से बच सकता है । ये  भी  ठीक है कि माननी Shri Modi ne kuch acche kam jaroor kiye Fir Bhi Desh Ke  liye OBC ya Dalit ka kam Hona bhi acche kam Mein Hi Shamil Hai. Aisa Nahin Hota To fir Vikas Beyimani hai Hamare pichre netaon ko bhi is Baat per Gaur karna hoga yadi desh ki Janata Sukhi Nahin Rahi ya Vikas ka Labh Kisi Ek Paksh Ko milta Raha to yah Achcha Nahin .bahut sankhya kon ka bhi Vikas Hona chahie .atah donon Paksh dekhna jaruri hai Dharm yah jaati Koi Ek Din Ki cheej Nahin Hai use turant Aaj uthaya ya Bhagaya Nahin ja Sakata Jo Karm varshon se nahin hua Use Hona bhi chahie Bhajpa Sarkar ne Kuch Aise Karya Kiye Hai Jo Desh Ke Liye Ye ati avashyak tha.unhone aatankwad ka safaya Kiya .Dhara 370 Khatam Kiya yah bahut hi Sarahniya Karz tha Lekin bharatvarsh Hamesha is Baat Ko matlab jatigat  ya dharm ko Aadhar Mankar Nahin chal Sakta Vikas Karya bhi jaruri hai lekin nyaay ke sath Vikas hona avashyak hai  yadi bahut sankhyak E Barg  karyo se banchit rahata hai ya Vikas ki dharaon Se Dur Rahe to Fir Vikas beyimani lagti  hai Atah ye a bahut hi jaruri hai ki Hamara OBC varg ya Hamare Bahujan Samaj Ke Log Jagruk Rahe aur aapane netaon per Vishwas rakhen Samay Samay per apni netaon ko prerit Karen ki Aarakshan Jaisi chij matlab Aarakshan Aandolan kamjor na Pade yah Ati avashyak Hai ki local netaon ko bhi bahut mahatva  hai. yah Chinta na Karen ki Desh mein sthai Sarkar Ho vah ho jayegi Agar Apne Neta jite tab.  OBC ya Bahujan log ye Bharam Chhod De ki Hamare Neta Desh Nahin chala paate ya madhyavarti Chunav Karva dete hain Ye Sajish vo log ap par thop dete hai aap is sajice ka Shikar ho jate hai  Man le meri bat,  in Baton ka Prati Uttar Karen Har halat mein Apne Hi netaon Ko vote den Yahi se Aarakshan Aandolan majbut ho sakta hai Varna Samay beet Jaane per ham log Kuchh Nahin kar sakte Dhyan Rahe rashtriy Star Ki donon partiyan sirf ek dusre ko Satta mein dekhna chahti hai vah Kabhi Nahin chahti ki Teesra morcha Kabhi Kabhi Satta Mein Aaye Lekin Ham yadi Savdhan Rahe khamakha Apne netaon Ko hi vote Karen to Aandolan abhi bhi Gati pakad sakta hai . main Phir Dobara na kahta hun sirf Apne netaon Ko vote Karen sirf aur sirf Apne netaon Ko vote Karen abhi bhi waqt hai aur Yahi ekmatra Vikalp hai Jay Hind Jay Bharat Jay Bihar