Friday, August 7, 2020

आरक्षण विरोधियो.की पोल खुली

चार दिनपहले जो देश के सर्वश्रेष्ठ अधिकारियों के चयन कर सँघ लोकसेवा आयोग ने जो रिजल्ट प्रकाशित किया उससे पता चला कि सामान्य वर्ग से अधिक मेधा पिछड़े वर्ग मे है । यह बात पहले भी कई बार कई अन्य बार उभर कर आते रहताहै पर इसे दबा दिया  जाता है ।आज कल तो देश मे आरक्षण आंदोलन समर्थक नेता भी अपने सवार्थ मे लीन हो गएहैं जो केन्द्र की आरक्षण विरोधी एजेंडा वाली सरकार के लिए सोने पे सुहागा साबित  हो गई । 2017 मे उत्तरप्रदेश में  अखिलेश मायावती की हार एवं लालू यादव का पुत्रमोह इस आंदोलन को बर्बाद किया । देश का ओबीसी इस बात को अब भी समझ ले तो सर्वनाश से बच सकता है । ये  भी  ठीक है कि माननी Shri Modi ne kuch acche kam jaroor kiye Fir Bhi Desh Ke  liye OBC ya Dalit ka kam Hona bhi acche kam Mein Hi Shamil Hai. Aisa Nahin Hota To fir Vikas Beyimani hai Hamare pichre netaon ko bhi is Baat per Gaur karna hoga yadi desh ki Janata Sukhi Nahin Rahi ya Vikas ka Labh Kisi Ek Paksh Ko milta Raha to yah Achcha Nahin .bahut sankhya kon ka bhi Vikas Hona chahie .atah donon Paksh dekhna jaruri hai Dharm yah jaati Koi Ek Din Ki cheej Nahin Hai use turant Aaj uthaya ya Bhagaya Nahin ja Sakata Jo Karm varshon se nahin hua Use Hona bhi chahie Bhajpa Sarkar ne Kuch Aise Karya Kiye Hai Jo Desh Ke Liye Ye ati avashyak tha.unhone aatankwad ka safaya Kiya .Dhara 370 Khatam Kiya yah bahut hi Sarahniya Karz tha Lekin bharatvarsh Hamesha is Baat Ko matlab jatigat  ya dharm ko Aadhar Mankar Nahin chal Sakta Vikas Karya bhi jaruri hai lekin nyaay ke sath Vikas hona avashyak hai  yadi bahut sankhyak E Barg  karyo se banchit rahata hai ya Vikas ki dharaon Se Dur Rahe to Fir Vikas beyimani lagti  hai Atah ye a bahut hi jaruri hai ki Hamara OBC varg ya Hamare Bahujan Samaj Ke Log Jagruk Rahe aur aapane netaon per Vishwas rakhen Samay Samay per apni netaon ko prerit Karen ki Aarakshan Jaisi chij matlab Aarakshan Aandolan kamjor na Pade yah Ati avashyak Hai ki local netaon ko bhi bahut mahatva  hai. yah Chinta na Karen ki Desh mein sthai Sarkar Ho vah ho jayegi Agar Apne Neta jite tab.  OBC ya Bahujan log ye Bharam Chhod De ki Hamare Neta Desh Nahin chala paate ya madhyavarti Chunav Karva dete hain Ye Sajish vo log ap par thop dete hai aap is sajice ka Shikar ho jate hai  Man le meri bat,  in Baton ka Prati Uttar Karen Har halat mein Apne Hi netaon Ko vote den Yahi se Aarakshan Aandolan majbut ho sakta hai Varna Samay beet Jaane per ham log Kuchh Nahin kar sakte Dhyan Rahe rashtriy Star Ki donon partiyan sirf ek dusre ko Satta mein dekhna chahti hai vah Kabhi Nahin chahti ki Teesra morcha Kabhi Kabhi Satta Mein Aaye Lekin Ham yadi Savdhan Rahe khamakha Apne netaon Ko hi vote Karen to Aandolan abhi bhi Gati pakad sakta hai . main Phir Dobara na kahta hun sirf Apne netaon Ko vote Karen sirf aur sirf Apne netaon Ko vote Karen abhi bhi waqt hai aur Yahi ekmatra Vikalp hai Jay Hind Jay Bharat Jay Bihar

No comments:

Post a Comment