पि छले दो दिन मे बिहार में समाजवादी आंदोलन को दो झटके लगे एक तो श्री जीतन राम माँझी का महागठबंधन छोड़कर जाना दूसरा आजीवन समर्पित एक नेता रघुवंशबाबू की बेईज्जती ,ठीक है बाद में इस जख्म पर मरहमपट्टी किया जा सकता है पर वक्त द्रूतगति से निकल रहा है तथा उत्तरप्रदेश के विधानसभा चुनावों मे मिली हार से घायल आंदोलन देश भर मे वँशवाद के चपेट में आ गया है तथा बचे हुए बरीश्ठ नेताओं की इस कदर अपमान ये स्पष्ट संकेत दे रहा है व विररोधी को खुला निमन्त्रण दिया जारहा है। पहले ही हिन्दू लहर के चलते काफी कमजोर हो रहे समाजवाद पर समर्थकों द्वारा नित्य नये प्रहार का असर आगामी बिहार विधानसभा चुनाव पर अवश्य पडेगा पर इनंके किसी नेता को मानो इस बात का आभास भी नहीं या पुत्रमोह में आकर ऐसा झूठा दम्भ भर रहे हैंा अब देेखेें रा Rashtriya Janata Dal Ke Gathbandhan ke aur party E ka Gathbandhan samajwad ki aur agrasar rahata hai vah Janata Dal United Jiska neta mukhymantri Nitish Kumar hua Karte Hain .Pichhle Dinon Se Bhajpa se Inka Gathbandhan chalata a Raha hai lekin Inka vartman sthiti pahle ki Apeksha Rashtriya jantantra ke Gathbandhan Matlab Ki NDA mein kam hoti ja rahi hai Uska Bhi Karan Hindu Vadi shaktiyan Bihar mei bhi 2010 ki Apeksha majbut Hui kutnitik Roop se inhen Lalu Prasad GK Rashtriya Janata Dal MahaGathbandha aur inhe Rashtriya Janata Dal Ke cast aur Lalu Prasad Ji ke Ugra sama vad se Alag karta hai Inky matlab Nitish Kumar ji ki Rajniti Ek Alag Prakar ki Rajniti hai miljul kar chalne main Vishwas hai isiliye Bihar ki Rajniti mein jo ki Aaj Bhi samajwad per hi aadharit hua kart hai tatha Rashtriya Janata Dal ka Ugra samajwad ka samarthan Kuchh jaati K khas taur se Jadhav jaati Ke Log hi Karte Hain Pahle Lalooji ko Muslim ka samarthan prapt tha per Muslim dhruvikaran aajkal Congress ki taraf hai Atah indirect samarthan Nahin Milta hai aur yah apekshakrit kamjor bhi hue hain sath h upyukt Karan se aur bhi kamjor hui hai aaj Aaka Inka Jan samarthan Aur Bhi Ghat Gaya aur is Karan se Unka bahut Kafi Neta log Nitish Kumar K party JDU m aa gaye hai so aap samajh sakt hai ks Samajwad ka Aandolan Dheere Dheere Bihar mein main Nitish Kumar ki taraf se shift hone laga hai isi karan Nitish Kumar Safal bhi ho rahe hain aur yah Baat BJP ko bh pata Hai Khas Tor se Kendriya netritva ko Aata BJP ka Kendriya netrutva rajnitik Majburi Ke Chalte Nitish Kumar ko Neta Marne Ko majbur Hai plus BJP bhi Janti covid-19 Ke Chalte Hain hinduwadi Narendra Modi ki Sakh Kuch Ghati hai iska fayda Nitish Kumar Ko Mila lekin abhi bhi pahle ki Jitna fayda Nahi ,matlab 243 mein se aagami Chunav mein pahle respect Mein 5 to 50 seat Tak kam hoga Kyunki ki Ram Vilas party bhi NDA GathVandhan Mei Ke Karan likho kam se kam 25to30 seat Dena chahti hai jo pahle Nitish Kumar ke pass Hua karti thi hello Ram Vilas Paswan Ek jaati Vishesh se Aate hain unhe sirf Usi jaati ka 4℅Milta Hai yah Baat Nitish Kumar ko bhi pata hai tatha NDA k Anya netaon ko bhi pata hai dalit hone ke Naate BJP bhi Rajiv Ho Jaati Hai Lekin Nitish Kumar ko kisi se vah Chahte Hain Manji Gathbandhan bhi mere sath rahe iske liye 10 seaton Ka Intezar Karna Hai Kyunki usse kam Mein Jitan Ram Manjhi manenge Nahin Marne Ko Sawal hi nahin hai idhar BJP Chahe gi ki Manjhi NDA vah apni party on ko Kayam rakhte hue NDA me aaye per Manjhi se party Sambhal Nahin Dikhta aur party chalane ki haisiyat bhi khatm ho chuki Majburi Nitish Kumar ke sath ana unki majburi hai Ab Yahan per ramvilas Ji ko Bhari dikka hogi उप
Wednesday, August 26, 2020
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment